Haye haye
Hey kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koi bataye hoo
Koi bataye ke aisi haalat mein
Dil pe kaabu rahe toh kaise
Hoye kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koi bataye hoo
Koi bataye ke aisi haalat mein
Dil pe kaabu rahe toh kaise
Khuda bachaye ajeeb saa hai
Shabaab ka ye haseen zamana
Khuda bachaye ajeeb saa hai
Shabaab ka ye haseen zamana
Kadam kadam par nayi kahaani
Kadam kadam par naya fasaana
Hoye kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koi bataye hoo
Koi bataye ke aisi haalat mein
Dil pe kaabu rahe toh kaise
Yeh gori gori tumhaari baahein
Machal rahi hai kuchh iss taraah se oo
Yeh gori gori tumhaari baahein
Machal rahi hai kuchh iss taraah se oo
Nazar ko dhoka yeh ho raha hai
Lagi hai paani mein aag jaise
Kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koi bataye hoo
Koi bataye ke aisi haalat mein
Dil pe kaabu rahe toh kaise
Khuli khuli yeh tumhari zulfein
Zaroor saawan ki badaliyaan hai
Khuli khuli yeh tumhari zulfein
Zaroor saawan ki badaliyaan hai
Aur inke pichhe chhupi chhupi si
Yeh sokh nazaren ki bajaliyaan hai
Kisi ki patli kamar lachakti
Kisi ka mukhda gulaab jaise
Koi bataye hoo
Koi bataye ke aisi haalat mein
Dil pe kaabu rahe toh kaise.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mohammed Rafi