Ae jee bijli hai mera naam
Ae jee bijli hai mera naam
Dilon pe girna hai mera kaam
Main to maaroongi
Nainon ke baan
Zara bach ke rehna
Maaroongi nainon ke baan
Zara bach ke rehna
Bach ke rehna bach ke rehna
Bach ke rehna
Maaroongi nainon ke baan
Zara bach ke rehna
Nazron se nazren
Jis dam ladengin
Nazron se nazren
Jis dam ladengin
Meri adaayen menhangi pagengi
Jo bhi ladaaye pachhtaaye
Haay haay haay
Abroo kamaan
Zara bachke rehna
Bachke rehna bachke rehna
Bachke rehna
Maaroongi nainon ke baan
Zara bach ke rehna
Palkon ke do darwaaze hain
Bheetar soya roop
Gora mukhda kaali zulfen
Jyun badli aur dhoop
Surma bana hai darbaan
Zara bachke rehna
Bachke rehna bachke rehna
Bachke rehna
Maaroongi nainon ke baan
Zara bach ke rehna
Ho o o o
Haay haay haay haay
Baali umar mori haay
Baali umar mori sabko khatke
Jo dekhe wo sar ko patke
Jal jal ke reh jaaye
Haay haay haay
Laakhon ki le li maine jaan
Zara bachke rehna
Bachke rehna bachke rehna
Bachke rehna
Maaroongi nainon ke baan
Zara bach ke rehna
Dekh jise loon oon oon
Maange na paani ee ee ha ha
Yaad aa jaaye naana naani
Ho naana naani
Yaad aa jaaye naana naani
Haan naana naani ha ha
Karta phire wo haay
Haay haay haay haay
Budhha ho ya ho jawaan
Zara bachke rehna
Bachke rehna bachke rehna
Bachke rehna
Maaroongi nainon ke baan
Zara bach ke rehna.
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum