Hum ne saari duniya chhodi
Ghar chhoda aa aa
Aur galiyaan chhodi
Tere liye ae ae
Hum to ho gaye
Badnaam saanwariya
Phi bhi honthon pe rehta hai
Tera hi naam saanwariya
Preet lagaa ke hum ne
Kya phal paaya
Kya phal paaya
Neend ganwaayi hum ne
Chain ganwaayaa
Chain ganwaayaa
Aansoo bahaate rehte hain
Subho aur shaam
Saanwariya tere liye
Hum to ho go gaye
Badnaam saanwariya
Hum ko samjho ke azaad huye
Hum ishq mein tere barbaad huye
Hum socha tha kya
Mohabbat ka yahi anjaam
Saanwariya tere liye
Hum to ho go gaye
Badnaam saanwariya
Ban ban doloon piya
Ban ke joganiyaa
Ban ke joganiyaa
Gali gali ghoomoon teri
Ban ke diwaniyaa
Ban ke diwaniyaa
Tujhko dekhe binaa milta nahin
Aaraam saanwariya tere liye
Hum to ho go gaye
Badnaam saanwariya
Kismet se majboor huye hum
Paas bhi reh ke
Kitne door huye hum
Karmon ke lekh ne humko kiya
Nakaam saanwariya tere liye
Hum to ho go gaye
Badnaam saanwariya.
Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum