Udaan hosalo ko de
Daro ke pankh tod de marod de
Hasi ke lamhe todh ke
Khushi ke pal nichod ke
Ghamo ke band todh ke
Sisak ke jeena chodh ke
Udaan hosalo ko de
Daro ke pankh tod de marod de
Hasi ke lamhe todh ke
Khushi ke pal nichod ke
Ghamo ke band todh ke
Sisak ke jeena chodh ke
Mitale pal ke nochale
Sikar ban ke noch le
Falak hai apna soch le
Ye kah rahi hai ye zindagi
Rahe na aankho me nami
Nishan pe tu rakh najar
Milegi tujhko rahe gujar
Bana le chandni par ghar
Sada badan hai darbadar
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Samndaro mai teraja
Bhavarme ake felaja tu felaja
Jamane ko sabak shika
Sambhalale tu kasmakash ada
Tu apni khubiya dikha
Salikha jine ka sikha
Naya savera chan le
Nikah andhera maan le
Bulade sare rakh se
Khilade phool aag se
Mitade thandi chhav se
Jala de thandi chahte
Mita de dil ki rahte
Kisi se bhi na vair ho
Apna ho ya gair ho
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Zameen ko apna seda kar
Misale dor paida kar
Kuch aisa kar
Umeedo ke satar ugha
Musibbato ka sar jhuka
Na khud ko duniya se chupa
Tera vajud hai jooda
Dabbao ki machano pe
Toofano ki chattano pe
Kadam kadam badaye ja
Khudi koaajmaye ja
Sada sada ye gunjane lage
Falak jo gunjane laga
Tu banda bemisal hai
Sabhi ka ye khayal hai
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking
Madolal keep walking.
Mitali Singh
Raja Hasan
Bhupinder Singh
Aslam Sabri
Altaf Raja