Ye dharti ye ambar ye suraj ye parvat
Ye mausam nadiya ke dhare
Ye dharti ye ambar ye suraj ye parvat
Ye mausam nadiya ke dhare
Ye sehra ye jungal hawaye fijaye
Hume pujte hai ye sare
Ye dharti ye ambar ye suraj ye parvat
Ye mausam nadiya ke dhare
Magar mere bande tujhe kuch khabar hai
Humari to tujh par hi jayada najar hai
Jara si jo tujh par musibbat jo aayi
To meri taraf tune aanke dikhayi
Kabhi gaur se dekh suraj ko mere
Jo khud ko jalakar mitaye andere
Jara gaur kar phulo ki zindagi par
Jo marte hai duniya me khusbu luta kar
Jahan ke sitam kitne saheti jamin hai
Kabhi isko mujhse sikayat nahi hai
Tum andaj jeene ka apna badal do
Bulati hai manzil utho chal ke dekho
Ye dharti ye ambar ye suraj ye parvat
Ye mausam nadiya ke dhare.
Mitali Singh
Bhupinder Singh
Raja Hasan
Aslam Sabri
Altaf Raja