Main aur tu
Main aur tu kar le dosti aaja
Main aur tu
Main aur tu kar le dosti aaja
Main aur tu main aur tu
Yaad hai us din tumne
Meri gend uchhali thi
Jab maine nishana
Mara tali bazayi thi
Ruk jao tum pas
Hamare milkar khelenge
Naye dosto se hum
Apne bate sikhenge
Ho aaj ki bat kar na
Yaar bhule pichhli bate
Main aur tu tu aur
Mai kar le dosti aaja
Main aur tu main aur tu
Gir gir ke jo roye nahi
Wo aage bhadte hai
Kadam kadam karke
Hi log choti chadte hai
Bund bund se is duniya
Me sagar bharte hai
Chhoti moti choto se
Hum kaha darte hai
Ho naye safra ki naye dagar ki
Nayi nayi mulakate
Main aur tu kar le dosti aaja
Main aur tu tu aur mai
Itni jaldi ghul jaoge
Kisne socha tha
Hamare rang me rang jaoge
Ye kisne socha tha
Dil mera apna ya mera
Ab ye jag apnana hai
Aane wale kal ko tumne
Phulo me sazana hai
Ho maze ke din honge
Aur hongi mazedar si rate
Main aur tu tu aur
Main kar le dosti aaja
Main aur tu main aur tu.
Kishore Kumar, Mehmood Ali
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar