Maine puchha chand se ke
Dekha hai kahi mera yar sa hasin
Chand ne kaha chandni ki
Kasam nahi nahi nahi
Maine puchha chand se ke
Dekha hai kahi mera yar sa hasin
Chand ne kaha chandni ki
Kasam nahi nahi nahi
Maine puchha chand se
Maine yeh hi jaab tera dhundha
Har jagah shabab tera dhundha
Kaliyo se misaal teri puchhi
Phulo ne jawab tera dhundha
Maine puchha bag se falak ho
Ya zameen aisa phul hai kahi
Bag ne kaha har kali ki
Kasam nahi nahi nahi
Maine puchha chand se
Ho chal hai ke mauj ki rawani
Julf hai ke rat ki kahani
Hont hain ke aayine kawal ke
Aankh hai ke mahka do ki rani
Maine puchha jaam se falak ho
Ya zameen aisi meh bhi hai kahi
Jaam ne kaha mehkashi ki
Kasam nahi nahi nahi
Maine puchha chand se
Khubsurati jo tune payi lut
Gayi khuda ki bas khudayi
Mir ke gajhal kahu tujhe mai
Ya kahu khaiyyaam ki rubayi
Mai jo puchhun shayaro se
Aisa dil nashi koyi sher hai kahi
Shayar kahe shayari ki
Kasam nahi nahi nahi
Maine puchha chand se ke
Dekha hai kahi mera yar sa hasin
Chand ne kaha chandni
Ki kasam nahi nahi nahi
Maine puchha chand se.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Kishore Kumar