Are tu kaha kho gaya balam matwara
Mai dhundhu tujhe galiya or chobara
Are tu kaha kho gaya balam matwara
Mai dhundhu tujhe galiya or chobara
Are tu kaha kho gaya balam matwara
Mai dhundhu tujhe galiya or chobara
Rahe taki aaya na tu
Darwaje baih kar hamne to rat bhat
Pucha tujhe taro se bhi
Wo mere kitna kar wade gaye gujar
Phir bhi hai dil me mohabbat jawa
Ke jale nas nas me angara
Mai dhundhu tujhe galiya or chobara
Tu kaha kho gaya balam matwara
Mai dhundhu tujhe galiya or chobara
Nachti firu tere liye
Naye naye bhesh me
Anjane desh me
Payal me hai nagme tere
Ulfat ka raj hai mere sandesh me
Bago ki hirni mai aayi kyu yaha
Ke lage kata tha jag sara
Mai dhundhu tujhe galiya or chobara
Tu kaha kho gaya balam matwara
Mai dhundhu tujhe galiya or chobara
Koyal bani morni bani
Sab kuch bani hu
Piya mai tere pyar me
Naino ke do deepak liye
Dhunda karu mai tujhe bago bahar me
O deja jakham me dil ko sahara
Mai dhundhu tujhe galiya or chobara
Tu kaha kho gaya balam matwara
Mai dhundhu tujhe galiya or chobara.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi