Dil tune diya dil maine liya
Dil maine diya dil tune diya
Fir bhi dunia jale to hum kya kare
Dil tune diya dil maine liya
Dil maine liya dil tune diya
Fir bhi dunia jale to hum kya kare
Tere vaade pe bhule hai dunia ko hum
Hum to khud ko bhi bhule hai teri kasam
Humne nazaro se dil ko nazar kar diya
Fir bhi dunia jale to hum kya kare
Dur kaise rahogi meri yaad se
Dil ka paigam denge hum fariyad se
Fir bhi dunia jale to hum kya kare
Haye aankhe hui char anjan se
Is bahane liya hai dil mehman se
Ab nibhane padega hame farz yaha
Fir bhi dunia jale to hum kya kare
Dil lagana kayamat se hai kam nahi
Aur mohabbat me marne ka bhi gum nahi
Ishq me dil ki khurbani hai sartiya
Fir bhi dunia jale to hum kya kare
Dil tune diya dil maine liya
Dil maine liya dil tune diya
Fir bhi dunia jale to hum kya kare.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar