Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana
Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana
Meri surat pe na jaana,
Meri surat pe na jaana
Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana
Waha kuchh der hai pyare,
Nahi andher hai pyare
Jo tujhko na dikhaai de,
Nazar ka pher hai pyare
Waha kuchh der hai pyare,
Nahi andher hai pyare
Jo tujhko na dikhaai de,
Nazar ka pher hai pyare
Nazar ka pher hai pyare
Tu bahkave me na aana,
Hai uska sab jag jaana
Meri surat pe na jaana,
Meri surat pe na jaana
Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana
Char ke aath tu kar le,
Aath se saath tu kar le
Rahega phir bhi ye khali,
Pet ko lakh tu bhar le
Char ke aath tu kar le,
Aath se saath tu kar le
Rahega phir bhi ye khali,
Pet ko lakh tu bhar le
Pet ko lakh tu bhar le
Sikh le mann ko manana,
Sabar se kaam chalana
Meri surat pe na jaana,
Meri surat pe na jaana
Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana
Jo na talvaar se hoga,
Wo pal me pyar se hoga
Na kar payenge jo lakho,
Wo ek dildaar se hoga
Jo na talvaar se hoga,
Wo pal me pyar se hoga
Na kar payenge jo lakho,
Wo ek dildaar se hoga,
Wo ek dildaar se hoga
Sabhi se pyar nibhana,
Hai apna chalan purana
Meri surat pe na jaana,
Meri surat pe na jaana
Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana
Meri surat pe na jaana,
Meri surat pe na jaana
Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana
Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana
Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana
Pate ki baat kahega,
Kahega jab bhi deewana.
Sharda Rajan Iyengar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)