Nigahe pher kar muhjse
Mera dil todne wale
Mujhe rahe
Mohabbat me akela
Chhodne vale
Agar leta hu tera naam
Mohabbat hoti hai badnam
Agar leta hu tera naam
Mohabbat hoti hai badnam
Mohabbat hoti hai badnam
Agar leta hu tera naam
Mohabbat hoti hai badnam
Mohabbat hoti hai badnam
Wafa ki gustaju karne chala tha
Bewafao me mai aa
Baith tha bhoole se
Teri joolfo ki chhaon me
Bana kar mujhko tasan kaam
Teri chahat ka toota jaam
Teri chahat ka toota jaam
Bana kar mujhko tasan kaam
Teri chahat ka toota jaam
Teri chahat ka toota jaam
Agar leta hu tera naam
Mohabbat hoti hai badnam
Mohabbat hoti hai badnam
Tu aye maheboob kya jane
Ke hai rasme mohabbat kya
Nahi hai aaj tu apna to phir
Tujhse se sikayat kya
Mila hai ye ulfat ka inaam
Ke jina hai mujh par ilzaam
Ke jina hai mujh par ilzaam
Mila hai ye ulfat ka inaam
Ke jina hai mujh par ilzam
Ke jina hai mujh par ilzam
Agar leta hu tera naam
Mohabbat hoti hai badnam
Mohabbat hoti hai badnam
Kabhi aye dosto
Aye dost aye dosto
Kabhi aye dosto dil lagi
Tumko na tadpaye
Mohabbat tum ko ras aaye
Kabhi na aaye gham ki sham
Mile khushiyo ka hi paygaam
Mile khushiyo ka hi paygaam
Kabhi na aaye gham ki sham
Mile khushiyo ka hi paygaam
Mile khushiyo ka hi paygaam
Agar leta hu tera naam
Mohabbat hoti hai badnam
Mohabbat hoti hai badnam
Mohabbat hoti hai badnam
Mohabbat hoti hai badnam.
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar