Main kisko sunau gham ki kahani
Main kisko sunau gham ki kahani
Sare sahare chhut gaye chhut gaye
Ab haye mukaddar kaisa sitam hai
Ab haye mukaddar kaisa sitam hai
Sathi hamare chhut gaye chhut gaye
Ab kisko sunau gham ki kahani
Afsos ke gham ki duniya mein
Aansu bhi humare
Ho na sake ho na sake
Taaro ki tarah palko pe meri
Taaro ki tarah palko pe meri
Chamke kape aur tut gaye tut gaye
Ab kisko sunau gham ki kahani
Aye darde mohabbat tu hi bata
Kis tarah chale
Ab manzil tak manzil tak
Hum ju ka sahara le ke kar
Hum ju ka sahara le ke kar
Chalte hai wo chale
Phut gaye phut gaye
Ab kisko sunau gham ki kahani
Kis tarah bahare ras aati
Kismat mein jab
Manzoor na tha manzoor na tha
Kuch gham ki hawa ke jhoke chale
Kuch gham ki hawa ke jhoke chale
Dil ki bahare lut gaye lut gaye
Ab kisko sunau gham ki kahani.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar, Uma Devi Khatri (Tun tun)
Lata Mangeshkar
G. M. Durrani, Lata Mangeshkar