Hmm main soyaa ankhiyaan meenche
Teri zulfon ke neeche
Duniyaa ko bhool deewaani
Ab rahaa zamaanaa peechhe
Main soyaa ankhiyaan meenche
Aaa teri zulfon ke neeche
Aaa duniyaa ko bhool deewaani
Ab rahaa zamaana peechhe
Hmm main soyaa ankhiyaan meenche
Aaaa aaaa aaaa aaaa
Ye kaun haseen sharmaayaa
Taaron ko paseenaa aayaa
Hirni ki aankhen le kar
Dil kaun churaane aayaa
Dil kaun churaane aayaa
Main soyi ankhiyaan meenche
Ab chaahe kahin le jaa
Tu aage aur main peechhe
Main soyaa ankhiyaan meenche aa
Ye mere nain kanwaare
Teri ankhiyaan dekh ke haare
O janam-janam ke saathi
Meri maang mein bhar de taare
Meri maang mein bhar de taare
Main soyaa ankhiyaan meenche
Aaaa teri zulfon ke neeche
Aaaa duniya ko bhool deewaani
Aaa ab rahaa zamaana peeche
Hmm main soya ankhiyaan meenche aaa.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Shobha Gurtu
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lata Mangeshkar