Allah Ki Rehmat - Mehndi lyrics | Mehndi - Allah Ki Rehmat lyrics

Allah Ki Rehmat is a hindi song from the 1958 movie Mehndi. Allah Ki Rehmat singers are Chandbala, Mohammed Rafi, S.Balbir. Allah Ki Rehmat composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi) and Allah Ki Rehmat lyricist or song writer is Khumar Barabankvi. Allah Ki Rehmat music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi). Allah Ki Rehmat features Ajit, Jay Shree T, Veena, Lalita Pawar, Kumar, Balam, Adeeb, Anwari, Jayashree Gadkar, Krishnakant, Mirza Musharraf. Allah Ki Rehmat director is and the producer is . The audio of Allah Ki Rehmat song was released on 18th June, 1958 by Saregama. Allah Ki Rehmat YouTube video song can be watched above.


Yu thokre khane se kya hoga
Khuda se kar dua nadan
Ghabrane se kya hoga
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye


Dubi hui kashti ko uski
Maujo me kinara mil jaye
Dubi hui kashti ko uski
Maujo me kinara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye


Nisha manjil ka milta hai
Sada rahbar ke hile se
Hamesha muskile aasan hoti hai
Wasile se
Pyare ho khuda ke tum aaka
Pyare ho khuda ke tum aaka
Allah tumhari sun lega
Pyare ho khuda ke tum aaka
Allah tumhari sun lega
Pyare ho khuda ke tum aaka
Allah tumhari sun lega
Allah tumhari sun lega


Kar wo jo dua tu maula se
Girte ko sahara mil jaye
Kar wo jo dua tu maula se
Girte ko sahara mil jaye
Girte ko sahara mil jaye
Girte ko sahara mil jaye
Girte ko sahara mil jaye
Girte ko sahara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye


Wo jisse pyar karta hai
Usi ko aazmata hai
Khazane rahmato ke is bahane
Se lutata hai
Ab der na kar tu hath utha
Ab der na kar tu hath utha
Tute hue dil se mang dua
Ab der na kar tu hath utha
Tute hue dil se mang dua
Tute hue dil se mang dua
Fariyad jo wo sunle teri
Tujhko tera pyara mil jaye
Fariyad jo wo sunle teri
Tujhko tera pyara mil jaye
Tujhko tera pyara mil jaye
Tujhko tera pyara mil jaye
Tujhko tera pyara mil jaye
Tujhko tera pyara mil jaye


Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye
Allah ki rahmat ka aye dil
Jisko bhi sahara mil jaye.



Movie/album: Mehndi
Singers: Chandbala, Mohammed Rafi, S.Balbir
Song Lyricists: Khumar Barabankvi
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label: Saregama
Starring: Ajit, Jay Shree T, Veena, Lalita Pawar, Kumar, Balam, Adeeb, Anwari, Jayashree Gadkar, Krishnakant, Mirza Musharraf
Release on: 18th June, 1958
1. Who is the music director of the song Allah Ki Rehmat
Ans: Allah Ki Rehmat song music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
2. Who is/are the singer/singers of the song Allah Ki Rehmat
Ans: Allah Ki Rehmat song singers are Chandbala, Mohammed Rafi, S.Balbir
3. Who is the Composer of the song Allah Ki Rehmat
Ans: Allah Ki Rehmat song composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
4. Who is the Lyricist of the song Allah Ki Rehmat
Ans: Allah Ki Rehmat song lyricist is Khumar Barabankvi
5. What is the movie of the song Allah Ki Rehmat
Ans: Allah Ki Rehmat song is from Mehndi
6. Who wrote the song Allah Ki Rehmat
Ans: Allah Ki Rehmat song is written by Khumar Barabankvi

Find other songs in - Mehndi

1
Hazaro Karwaa Lute Gaye

Hemant Kumar, Lata Mangeshkar

2
3
Pyar Ki Duniya

Lata Mangeshkar

4
Meri Dulhan Bareli Se Aayi

Asha Bhosle, Usha Mangeshkar

5
Jhoolo Lalna Jhoolo

Asha Bhosle, Chandbala

6
Gaya Bachpan Dua Dekar

Lata Mangeshkar

7
Gao Gao Ri Sakhi

Asha Bhosle

8
Bhari Mahafil Hai

Lata Mangeshkar

9
Apne Kiye Pe

Lata Mangeshkar

10
Ke Bachpan Kisika

Lata Mangeshkar

11
Bedard Zamana Tera Dushman

Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar

12
Mere Angna Mehndi

Asha Bhosle

13
Boliyan Bhangra

Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

14
Pichhli Yaad Bhula Do

Kishore Kumar

15
Tere Behan Aur Bhai Lagte Hai

Mohammed Aziz, Sabahat Akhtar, Sushma Shrestha (Poornima)

16
Yeh Meri Sasural Hai

Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)

17
Mohabbat Mein

Sadhana Sargam, Udit Narayan

19
Dulhan Koi Jab Jab

Sadhana Sargam

20
Tum To Pardesi Ho Tum To Pardesi

Kavita Krishnamurthy

21
Baba Ki Bitiya Hui Parayi

Anuradha Paudwal