Mai tasvir utarata hu
Bigadhi huyi hasino ki
Julfe sanvarta hu
Phir julfo ke saye me
Mai rate gujarta hu
Mai tasvir utarata hu
Bigadhi huyi hasino ki
Julfe sanvarta hu
Phir julfo ke saye me
Mai rate gujarta hu
Koyi hasina kitani
Bhi magrur ho
Husn ki duniya me
Kitani mashhur ho
Koyi hasina kitani
Bhi magrur ho
Husn ki duniya me
Kitani mashhur ho
Masti me chur ho
Paas ho ke dur ho
Masti me chur ho
Paas ho ke dur ho
Daudi chali aati hain
Mai jisko pukarta hu
Mai tasvir utarta hu
Chand ki bhi naa
Padi jinpe kiran
Maine dekhe unn
Hasino ke badan
Chand ki bhi naa
Padi jinpe kiran
Maine dekhe unn
Hasino ke badan
Meraa aisa hai chalan
Janeja o janeman
Tod ke sare parde
Mai sabko niharta hu
Mai tasvir utarata hu
Bigadhi huyi hasino ki
Julfe sanvarta hu
Phir julfo ke saye me
Mai rate gujarta hu
Thak ke sahil pe
Samundar so gaya
Yaad teri aa gayi
Mai kho gaya
Thak ke sahil pe
Samundar so gaya
Yaad teri aa gayi
Mai kho gaya
Yeh gaya mai woh gaya
Arre yeh mujhe kya ho gaya
Yeh gaya mai woh gaya
Yeh mujhe kya ho gaya
Nam teraa leta hu
Mai jisko pukarta hu.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar