Maine chand sitaro se suna hai sanam
Maine chand sitaro se suna hai sanam
Tune pyar ke liye mujhe chuna hai sanam
Maine shok nazaro se suna hai sanam
Maine shok nazaro se suna hai sanam
Tune pyar ke liye mujhe chuna hai sanam
Maine chand sitaro se suna hai sanam
Jab dil se aah nikalti hai
Ikrar ka mausam aata hai
Jab dil se aah nikalti hai
Ikrar ka mausam aata hai
Jab rang duvaye lati hai
Didar ka mausam aata hai
Maine khwab wafa ka buna hai sanam
Tune pyar ke liye mujhe chuna hai sanam
Maine chand sitaro se suna hai sanam
Panchhi jo kal pinjre mein the
Wo aaj gagan mein udne chale
Panchhi jo kal pinjre me the
Wo aaj gagan mein udne chale
Saiyad zuda na kar paye
Aao lag jaye aise gale
Pyar me chhup rahna gunah hai sanam
Tune pyar ke liye mujhe chuna hai sanam
Maine shok nazaro se suna hai sanam
Tune pyar ke liye mujhe chuna hai sanam
Maine chand sitaro se suna hai sanam
Tune pyar ke liye mujhe chuna hai sanam
Maine shok nazaro se suna hai sanam
Maine chand sitaro se suna hai sanam.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Bela Sulakhe, Vinod Rathod
Vinod Rathod
Vinod Rathod
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Bali Brahmbhatt, Kavita Krishnamurthy
Alka Yagnik, Vinod Rathod