Ye natak kavi likh gaye kalidas
Ye natak kavi likh gaye kalidas
Kahi pe tapowan ki bhumi ke pas
Kisi marig ka picha jo karte hue
Taki sundari ek dusyant ne
Shikari ka mann khud ho gaya shikar
Use bha gayi us chaman ki bahar
Lagti thi wo koi apsara
Uska tha naam shakuntla
Shakuntla shakuntla ek kali thi wo
Jo chatak gayi bhawre ke
Sang bhatak gayi preetam ko
Mann mein basa liya gandhabh
Byah racha liya jab sej saj
Gayi preet se jab sej saj
Gayi preet se man ne kaha
Manmeet se mohe chhod
To na jaoge mohe chhod
To na jaoge
Ho rasiya man basiya piya
Leke jiya mohe chhod to na jaoge
Sagri nagri ke tum ho rajan
Darti hoon main soch ke sajan
Mohe bhul to na jaoge
Piya chhod to na jaoge
Ban ki rani ke wo geet gaye hue
Raja wapis nagariya ko jate hue
Ek anguthi nishani use de gaya
Prem ki ek kahani use de gaya
Jagte waqt bhi soi rahti thi wo
Saiya ke dhyan mein khoi rahti thi wo
Khoi rahti thi wo ek din dwar pe
Aaya ek maharshi koi hai koi hai
Usne aawaz di
Pyar ki haye kismat hai
Kitni kharab jab mila na
Atithi ko koi jawab de diya usne
Nirdosh ko ye srap.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Bela Sulakhe, Vinod Rathod
Vinod Rathod
Vinod Rathod
Bela Sulakhe, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Bali Brahmbhatt, Kavita Krishnamurthy
Alka Yagnik, Vinod Rathod