Mann ka albela panchi
Aazad hua jata hai
Aazad hua jata hai
Wo apne ghar ka hai malik
Wo apne man ka hai raja
Wo apne ghar ka hai malik
Wo apne mann ka hai raja
Insano bandhan mat mano
Jeevan ka yahi takaja
Nayi umange nayi jawaani
Nayi umange nayi jawaani
Lekar par failata hai
Aazad hua jaata hai
Aazad hua jaata hai
Jisne dane dal lubhaya
Jisne tha pinjra mein dala
Jisne dane dal lubhaya
Jisne tha pinjra mein dala
Us zaalim se ab chutkara paya
Jiska dil tha kala
Us zaalim se ab chutkara paya
Jiska dil tha kala
Phir pinjre se preet na karna
Phir pinjre se preet na karna
Aisa geet sunata hai
Aazad uda jata hai
Aazad uda jata hai
Aasman par ghata ghiri thi
Chaya tha ghan ghor andhera
Aasman par ghata ghiri thi
Chaya tha ghan ghor andhera
Nayi roshni aazadi ki
Lekar aaya sar pe savera
Nayi roshni aazadi ki
Lekar aaya sar pe savera
Nayi neerali aasha lekar
Naya zamana aa hjata hai
Aazad uda jata hai
Aazad uda jata hai
Albela panchi.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohantara Talpade
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Alka Yagnik, Amit Kumar
Vinod Rathod
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Kumar Sanu
Kumar Sanu
Bela Bose