Ho manzaraat,ho manzaraat ghar aayi,
Hatheliyon pe rangwaayi laali
O chanda jaise mukhade pe
Sharm aayi laali
Ho manzaraat ghar aayi,
Hatheliyon pe rangwaayi laali
Kaisi uljhan tuti dhadkan,
Hasi mein maine dard chhupaaye
Raahon mein sabhi lamhe ajnabi
Jaane kaha safar le jaaye
Bechaini ne tufaano se ,
Bechaini ne tufaano se
Saansein bhar daali
Ho manzaraat ghar aayi,
Hatheliyon pe rangwaayi laali
Bole yeh kangana, baabul ka angana
Hai saare hi jahaan se pyaara
Janmo janam mujhe baabul yahi mile
Na rishta kabhi tute hamaara
Har ik gul ko,har ik gul ko,
Naajon se maane
Ho manzaraat,
Ho manzaraat ghar aayi,
Hatheliyon pe rangwaayi laali
O chanda jaise
Mukhade pe sharm aayi laali
Ho manzaraat, ho manzaraat ghar aayi,
Hatheliyon pe rangwaayi laali.
Khan Mastana
Susheela
Susheela
Menka Bai
Susheela
Susheela
Hamsika Iyer, Hrishikesh Lamrekar
Rishikesh Kamerkar, Yash Narvekar
Mehrajuddin Wadoo
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Anusha Mani, Shankar Mahadevan