Manzil na ho, koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Manzil na ho, koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Koi apna na ho, koi sapna na ho
To hai kis kaam ki zindagi
Manzil na ho, koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Koi apna na ho, koi sapna na ho
To hai kis kaam ki zindagi
Manzil na ho, koi haasil na ho…
Shamma jo jale, aaye roshini
Nagma jo bajee, gaaye ragini
Bebasi baat lo, gam khushi baat lo
Har hansi baat lo
Varna jeene ka matlab hai kya
Manzil na ho, koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Koi apna na ho, koi sapna na ho
To hai kis kaam ki zindagi
Manzil na ho, koi haasil na ho…
Hona jo bhi hai, hoga kal yahan
Roke se ruke, aisa pal kahan
Saathi mar gaaye, kya khata kar gaaye
Maut se dar gaaye, jo kiya woh kiya bevajaah
Manzil na ho, koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Manzil na ho, koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Koi apna na ho, koi sapna na ho
To hai kis kaam ki zindagi
Manzil na ho, koi haasil na ho…
Shraddha Pandit, Sonu Nigam
Kumar Sanu
Sadhana Sargam, Sonu Nigam
Sonu Nigam