Naaraz savera hai
Har oor andhera hai
Naaraz savera hai
Har oor andhera hai
Koi kiran to aaye kahin se
Aaye aaye
Naaraz savera hai
Har oor andhera hai
Naaraz savera hai
Har oor andhera hai
Koi kiran to aaye kahin se
Aaye aaye
Naaraz savera hai…
Zindagi, tanhaioon ka
Dard hai naam hai
Har khushi dhalti hui
Dukh bhari shaam hai
Saanson ke khazanoon ka
Ye waqt lootera hai
Koi kiran to aaye kahin se
Aaye aaye
Naaraz savera hai…
Raat ki khamoshiyoon mein
Ansuna hoor hai
Kheenchti baandhe bina hi
Kaun si ye dor hai
Bejaan salakhoon ne
Meri rooh ko ghera hai
Koi kiran to aaye kahin se
Aaye aaye
Naaraz savera hai…
Woh mere bachpan ka mausam
Woh zamaana kho gaya
Maut ke sayee mein reh ke
Beubaan main ho gaya
Zakhmon ki zameenon pe
Zulmoon ka basera hai
Koi kiran to aaye kahin se
Aaye aaye
Naaraz savera hai…
Har oor andhera hai
Koi kiran to aaye kahin se
Aaye aaye,aaye aaye
Aaye aaye…
Shraddha Pandit, Sonu Nigam
Jaspinder Narula, Remo Fernandes
Sadhana Sargam, Sonu Nigam
Sonu Nigam