Taaron ki baaraaton mein
Bheegi bheegi barsaaton mein
Soyi soyi jaagi jaagi khoyi khoyi
Chandani raaton mein raaton mein
Raaton mein ho raaton mein
Raaton mein ho raaton mein
Phir nind kahaan aati hai
Phir nind kahaan aati hai
Jo lag jaati hai mehboob ki
Mehandi haathon mein
O o o raaton mein raaton mein
Phir nind kahaan aati hai
Jo lag jaati hai mehboob ki
Mehandi haathon mein
Ho raaton mein
Jinamein khili hum
Ban ke kaliyaan
Yeh baabul ki galiya
Yeh baabul ki galiya
Chhodake inako bhulega
Dil kaise yeh rang raliya
Yeh galiya jo yaad aati hai
Baras jaati hai yeh
Aankhein barsaaton mein
O o o o raaton mein
O o o o ho ho ho o o o o
Tumako mubaarak din yeh
Suhaana hamako bhul na jaana
Hamako bhul na jaana
Sun shaadi ke baad
Saheli dil ka haal sunaana
Batalaana kati kaise
Raatein huyi haay
Baatein kya pehali
Mulaakaaton mein
O raaton mein
Saare rishte sachche
Jhuthe ik na ik din tute
Par inn haathon se mehandi
Ka rang kabhi na chhute
Kya baat hai allaah duhaayi
Najar bhar aayi kyun
Teri baaton baaton mein
O o o o raaton mein phir
Nind kahaan aati hai
Jo lag jaati hai mehboob ki
Mehandi haathon mein
Ho raaton mein
Mehboob ki mehandi haathon
Mein ho o o raaton mein
Mehboob ki mehandi haathon
Mein ho o o raaton mein
Mehboob ki mehandi haathon mein
Mehboob ki mehandi haathon mein.
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi