Itna to yaad hai mujhe o
Itna to yaad hai mujhe haay
Itna to yaad hai mujhe
Ke un se mulaaqaat hui
Itna to yaad hai mujhe
Ke un se mulaaqaat hui
Baad men jaane kya huaa
O baad men jaane kya huaa
O baad men jaane kya huaa
Naa jaane kya baat hui
O baad men jaane kya huaa
Naa jaane kya baat hui
Itna to yaad hai mujhe o
Itna to yaad hai mujhe haay
Itna to yaad hai mujhe
Ke un se mulaaqaat hui
O baad men jaane kya huaa
O baad men jaane kya huaa
Naa jaane kya baat hui
Itna to yaad hai mujhe
Vaade vafaa ke karz apne chukaake
Kisi se dil lagaake chalaa aaya
Nazaren milaake nind apni ganvaake
Kasak dil men basaake chalaa aaya
Din to guzar jaayegaa
Din to guzar jaayegaa
Din to guzar jaayegaa kya
Hogaa jab raat hui
Din to guzar jaayegaa kya
Hogaa jab raat hui
Itna to yaad hai mujhe
Maare hayaa ke main to
Aankhen jhukaake
Zaraa daaman bachaake chali aayi
Pardaa hataake un
Ki baaton men aake
Unhen suurat dikhaake chali aayi
Kis se shiqaayat karuun
Kis se shiqaayat karuun
Kis se shiqaayat karuun
Sharaarat mere saath hui
Kis se shiqaayat karuun
Sharaarat mere saath hui
Itna to yaad hai mujhe
Thi ik kahaani
Pahale ye zindagaani
Tumhen dekhaa to
Jinaa mujhe aaya
Dilbar-o-jaani sharm
Se paani paani
Hui main bas
Pasina mujhe aaya
Aise main bhig gayi
Aise main bhig gayi
Aise main bhig gayi
Jaise ke barasaat hui
Aise main bhig gayi
Jaise ke barasaat hui
Itna to yaad hai mujhe o
Itna to yaad hai mujhe haay
Itna to yaad hai mujhe ke
Un se mulaaqaat hui
Itna to yaad hai mujhe ke
Un se mulaaqaat hui
Itna to yaad hai mujhe
Itna to yaad hai mujhe
Itna to yaad hai mujhe.
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Hemlata (Lata Bhatt), Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi