Patang jaisa dhole re
Dupatta mera malmal ka
Haye patang jaisa dhole re
Dupatta mera malmal ka
Dupatta malmal ka,
Dupatta malmal ka
Dupatta mera malmal ka
Hawa mein khaye kich tole re
Dupatta mera malmal ka
Patang jaisa dhole re
Dupatta mera malmal ka
Dabe panv chupke se
Aaye mujhpe ye jawani
Ang ang khila gora rang khila
Sabke hotho mein hain
Meri hi kahani
Dabe paav chupke se
Ye baat badi aise
Jaungle ki aag jaise
Hain shor bada anchal ka
Patang jaisa dhole re
Dupatta mera malmal ka
Le ke yauvan main to hari,
Jane kaisi bekarari
Ruthe neend hare na karar aaye
Nas nas mein bahe chingari
Le ke yauvan main to hari
Angadayi mujhe aaye
Palko mein lahraye
Khumar halka halka
Patang jaisa dhole re
Dupatta mera malmal ka
Haye patang jaisa dhole re
Dupatta mera malmal ka
Mere naina kajrare
Hotho pe angare
Galo pe savere
Zulfo mein andhere
Man pe rang khile
Dhoop ke sunhare
Mere naina kajrare
Bach le boori nazar
Laga ke chalu ghar se
Galo pe tika kajal ka
Patang jaisa dhole re
Dupatta mera malmal ka.
Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Suresh Wadkar
Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Lata Mangeshkar
Aziz Nazan
Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal