Haan mera ghoda bada hai nigoda
Mera ghoda bada hai nigoda
Kadam kadam per ad ad jaaye
Nahin aage badhe
Chaahe maaroon main
Kode pe koda mera ghoda
Mera ghoda bada hai nigoda
Ek din ek tamtam dikhaayi padi
Aankh ghode ki
ghodi se jaa ke ladi
Jaake aakhir ye
Tamtam se takra gaya
Jaake aakhir ye
Tamtam se takra gaya
Isne taanga bhi mera toda
Mera ghoda
Mera ghoda bada hai nigoda
Maine maara to ye
Hinhinaane laga
Hi hi hi hi hrr hrr hrr
Maine maara to ye
Hinhinaane laga
Aur aankhon se
Aansoo bahaaane laga
Phir ye gaane laga
Kya duniya mein sab jode jode
Duniya mein sab jode jode
Maula mera mila de joda
Joda arre joda he he he he he
Baad mein iski haalat bigadne lagi
Ek din sans iski ukhadne lagi
Doctor ne ise dekhte hi kaha
Doctor ne ise dekhte hi kaha
Iske dil mein
Iske dil mein hua hai phoda
Phoda phoda
Dekha doctor ne phode
Ko jab cheer ke
Tukde nikle thhe
Tukde nikle thhe
Ghodi ki tasweer ke
Phode mein ghodi nu
Photu ke tukde nikle thhe
Dekha doctor ne
Phode ko jab cheer ke
Tukde nikle thhe
Ghodi ki tasweer ke
Hawa paani badalne
Ki khaatir chala
Hawa paani badalne
Ki khaatir chala
Main leke ise almoda almoda
Mera ghoda bada hai nigoda
Lag lag lag lag hoy hoy hoy hoy
Bolo bolo haay haaye
Arre waah re are waah re
Arre waah re waah.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Bhupinder Singh
Kishore Kumar
Bhupinder Singh, Lata Mangeshkar