Mera Naam Hai Chaupati - Babul Ki Galiyaan lyrics | Babul Ki Galiyaan - Mera Naam Hai Chaupati lyrics

Mera Naam Hai Chaupati is a hindi song from the 1972 movie Babul Ki Galiyaan. Mera Naam Hai Chaupati singer is Asha Bhosle. Mera Naam Hai Chaupati composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi) and Mera Naam Hai Chaupati lyricist or song writer is Rajendra Krishan. Mera Naam Hai Chaupati music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi). Mera Naam Hai Chaupati features Shatrughan Sinha, Hema Malini, Sanjay Khan, Bipin Gupta. Mera Naam Hai Chaupati director is and the producer is . The audio of Mera Naam Hai Chaupati song was released on null by Saregama. Mera Naam Hai Chaupati YouTube video song can be watched above.


Suno re suno re
Logo meri kahani
Kahte hai dunia
Mujhe bumbai ki rani
Mera nam hai chaupati
Mera nam hai chaupati
Mere ghar me na koi
Tab hai or na koi nal
Mujhko to asnan
Karwaye agar ka jal thal
Mauj kuinaro se takraye
Jhag uski sabun ban jaye
Badan nikhare mera rup saware
Ho gayi dunia budhi
Lekin dhali na meri jawani
Dhali na meri jawani
Kahte hai dunia
Mujhe bumbai ki rani
Mera nam hai chaupati
Mera nam hai chaupati


Bhel bhel bhel puri bhel puri
Khatta mitha ragda
Muh ke chatoro ka
Aapas me jhagda
Ragde pe ragda
Jhagde pe jhagda
Lafde pe lafda
Sindhi punjabi
Gujrati ya marathi
Dilli u p wale ho
Ya parsi madrasi
Burke wale faujan
Up ki dhobhan
Sawli bangallan
Gori punjaban
Koi hai marathan
Hai to koi gujratan
Pahan biwi sali dilli ki lali
Chat chat patto ko karti jugal
Hatho hath bikta
Hai yaha puri pani
Hatho hath bikta
Hai yaha puri pani


Kahti hai dunia
Mujhe bumbai ki rani
Mera nam hai chaupati
Mera nam hai chaupati


Champi sar jo tera
Chakraye yadil duba jaye
Aaja pyare pas hamare
Kahe ghabraye kahe ghabraye
Champi tel malish
Tel malish champi
Ek rupya wali ya das rupay wali
Ha ha das rupay wali
Thande thande ret pe
Ye seth ji hai lete
Aankhe band karke
Langota lapete
Aaye hai makhmal ke
Gadde ko chhod ke
Mayke jarur gayo hogo sethani
Mayke jarur gayo hogo sethani
Kahti hai dunia
Mujhe bumbai ki rani
Mera nam hai chaupati
Mera nam hai chaupati


Pyar nahi to jindagi
Ek adhura khwab hai
Jisme na rang na khusbu
Ho wo bhi koi gulab hai
Pyar nahi to jindagi
Ek adhura khwab hai
Jisme na rang na khusbu
Ho wo bhi koi gulab hai
Dunia ki bat to have let it
Ho din ho ya rat to have let it


Dunia ki bat to have let it
Ho din ho ya rat to have let it
Pyar diye ja pyar liye ja
Romance kiye ja
Pyar nahi to jidnagi
Ek adhura khwab hai
Jisme na rahg na khusbu
Ho wo bhi koi gulab hai


Aaj lagale dum me dum
Mit jaye gum rah jaye hum
Aaj lagale dum me dum
Mit jaye gum rah jaye hum
Dunia ki bat to have let it
Ho din ho ya rat to have let it


Dunia ki bat to have let it
Ho din ho ya rat to have let it
Pyar diye ja pyar liye ja
Sutta alga aane de nasha
Sutta alga aane de nasha
Aish kiya ja mauj kiye ja
Mauj kiye ja mauj kiye ja
Aaj lagale dum me dum
Mit jaye gum rah jaye hum


Kardi hai barbad nashe
Ne inki bhari jawani
Kahti hai dunia mujhe
Bumbai ki rani
Mera nam hai chaupati
Mera nam hai chaupati.



Movie/album: Babul Ki Galiyaan
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label: Saregama
Starring: Shatrughan Sinha, Hema Malini, Sanjay Khan, Bipin Gupta
Release on: null
1. Who is the music director of the song Mera Naam Hai Chaupati
Ans: Mera Naam Hai Chaupati song music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
2. Who is/are the singer/singers of the song Mera Naam Hai Chaupati
Ans: Mera Naam Hai Chaupati song singer is Asha Bhosle
3. Who is the Composer of the song Mera Naam Hai Chaupati
Ans: Mera Naam Hai Chaupati song composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
4. Who is the Lyricist of the song Mera Naam Hai Chaupati
Ans: Mera Naam Hai Chaupati song lyricist is Rajendra Krishan
5. What is the movie of the song Mera Naam Hai Chaupati
Ans: Mera Naam Hai Chaupati song is from Babul Ki Galiyaan
6. Who wrote the song Mera Naam Hai Chaupati
Ans: Mera Naam Hai Chaupati song is written by Rajendra Krishan

Find other songs in - Babul Ki Galiyaan

1
Pyar Nahi To Zindagi

Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

2
Dur Se Karna Nazara

Asha Bhosle

3
Pehle Suoongi Phir

Asha Bhosle

4
Ek Cheez Maangate Hain

Asha Bhosle, Kishore Kumar