Mera sajanwa ho mera sajanwa
Mera sajanwa waaka jaawan hain
Maathe kaale tilak ka nishaan hain
Mera sajanwa waaka jaawan hain
Maathe kaale tilak ka nishaan hain
O mujhse milane ko
Aaya hain mele mein
Par khada hain woh
Chhupakar akele mein
O mujhse milane ko
Aaya hain mele mein
Par khada hain woh
Chhupakar akele mein
Beedi peeta hain aur paan khata hain
Jab bhi milta hain mujhko sata ta hain
Ho gayi hoon pareshaan iss mard se
Jaan chhutegi kab meri bedard se
Badi mushkil mein haay
Badi mushkil mein
Haan badi mushkil mein
Yeh meri jaa hain
Mera sajanwa waaka jaawan hain
Ho mera sajanwa waaka jaawan hain
Mere saajan ke sang uske saathi hain
Beiri dulhein ke sang baarati hain
Maut ke saath aaj inka hoga lagan
Bach ke jaane na
Dungi hain mujhko kasam
Aaj tera haan aaj tera
Ho aaj tera mera intehaan hain
Mera sajanwa waaka jaawan hain
Ho mera sajanwa waaka jaawan hain
Ek zhaalim ne barbaad mujhko kiya
Sochati hoon mein
Ab tak woh kaise jiya
Khudko yodha
Samajhta hain sab se bada
Ped ki aad mein hain
Woh chhupkar khada
Ho aaj waqt uss pe
Ho aaj waqt uss pe
Ho aaj waqt uss pe
Naa meherbaan hain
Mera sajanwa waaka
Jaawan hain
Ho mera sajanwa waaka
Jaawan hain.
Various Artists
Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle