Mere bachche teri maa
Yeh roz kahaani sunaye
Chanda maama pariyon
Waali chain se tu so jaaye
Mere bachche teri maa
Yeh roz kahaani sunaye
Chanda maama pariyon
Waali chain se tu so jaaye
Sapne mein phir aaye woh gilehri
Baghiya mein hai jo koodti rehti
Tum uske peeche bhaagte rehte
Aur main tum ko bas dekhti rehti
Phir bhi gilehri haath na aati
Dar ke kahin patton mein chup jaati
Bhaagam bhaagi mein tum thak jaate
Maan ke aanchal mein so jaate
Neendon mein tere phir
Woh gilehri aa kar gudgudaye
Mere bachche teri maa
Yeh roz kahaani sunaye
Chanda maama pariyon waali
Chain se tu so jaaye
Ek sapna tujh ko aisa bhi aaye
Baadalon mein urrta hi jaey
Raja ho mera beta waha par
Rani bhi ho ek chhoti pari si
Titlee si hansti chhoti woh bacchi
Tum usko dharti ki seyr karaate
Sapnon bhari duniya mein le jaati
Sapne mein tere chhoti pari
Woh aa kar muskuraaye
Chanda maama pariyon
Waali chain se tu so jaaye
Chanda maama pariyon
Waali chain se tu so jaaye.
Kailash Kher
Abhilasha Chellum, Ali Sher
Lata Mangeshkar
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Shaan