Mere bina
Rehne laga hun
Teri hawaon mein
Behne laga hun
Jaane main kaise
Tera hua hu
Mujhe to lagta hai
Main shayad tere dil ki dua hu
Haan
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye
Tham jaye bas jaye hum dono ke
Darmiyaaaaan
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye
Tham jaye bas jaye hum dono ke
Darmiyaaaaan
Pehle se zyada
Main jee raha hu
Jabse main tere dil se juda hu
Rahon pe teri main to chala hu
Tu meri manzil hai
Tere kadmon pe
Bas rukne laga hu
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye
Tham jaye bas jaye
Hum dono ke
Darmiyaaaaan
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye
Tham jaye bas jaye
Hum dono ke
Darmiyaaaaan
Teri nazar me nayi si adaa hai
Naya sa nasha bhhi ghula hai
Kayi dino se bandha tha baadal jo
Tere hi baalon mein khula hai
Teri hadon mein meri basar hai
Ab tujhe bhi
Janu kidhar hai
Jahan rahe tu main wo jahan hu
Jise jiye tu main wo sama hun
Teri waja se naya naya hu
Pehle kaha na maine
Ab ye tumse
Kehne laga hun..aaaa
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye
Tham jaye bas jaye
Hum dono ke
Darmiyaaaaan
Tujhko jo paaya ahan
To jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye
Tham jaye bas jaye
Hum dono ke
Darmiyaaaaan.
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Neeraj Shridhar
Babbu Maan, Suzanne D'Mello
Mohit Chauhan