Mere kis kasoor par tu malik mujhe rulaye
Mere kis kasoor par tu malik mujhe rulaye
Mere aansuo mein tera,
Mere aansuo mein tera sansar bah na jaye
Mere kis kasoor par tu malik mujhe rulaye
Mere aansuo mein tera sansar bah na jaye
Duniya meri ujadi tune basi basayi
Duniya meri ujadi tune basi basayi
Barbad ho gayi hu malik teri duhayi
Kya sach hai jhuth kya hai
Duniya ko tu bata de
Tere pas ho na jaye teri hi jag hansayi
Itna bhi kya arey malik
Mera shabar aazmaye
Mere aansuo mein tera,
Mere aansuo mein tera sansar bah na jaye
Mere kis kasoor par tu malik mujhe rulaye
Mere maang ka aye malik sindur mit gaya to
Meri zindagi ka saathi kahin
Mujhse chaut gaya to
Duniya me bebaso ki fariyad sunne wale
Duniya me bebaso ki fariyad sunne wale
Tere dar pe aake mera ghar lut gaya to
Tera ghar na phunk dale
Kahin mere dil ki haay
Mere aansuo mein tera,
Mere aansuo mein tera sansar bah na jaye
Mere kis kasoor par tu malik mujhe rulaye
Mere kis kasoor par tu malik mujhe rulaye
Hai mera dosh koi to mujhko tu jala de
Warna ye nag mere mathe se tu mita de
Kya fesla hai tera o aasman wale
Kya fesla hai tera o aasman wale
Ek pal zami pe aake duniya ko tu sula de
Sunte hai tere dar pe milta hai sabko nyay
Mere aansuo mein tera,
Mere aansuo mein tera sansar bah na jaye
Mere kis kasoor par tu malik mujhe rulaye
Mere aansuo mein tera,
Mere aansuo mein tera sansar bah na jaye
Sansar bah na jaye sansar bah na jaye
Sansar bah na jaye sansar bah na jaye.
Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar