Zara karam aye khuda
Idhar karde
Khataye humse hui hai
Tu dar gujar kar de
Mere malik mere daata
Aye mere parwardigar
Mere malik mere daata
Aye mere parwardigar
Kali kamli wale ke sadke
Meri sunle pukar
Mere malik mere daata
Aye mere parwardigar
Kali kamli wale ke sadke
Meri sunle pukar
Mere malik mere daata
Aye mere parwaridgar
Apne bando ko bachaya
Tune har tufan mein
Ruh ki kashti kinare pe
Laga di aan mein
Husn yusuf ko diya
Aawaz di dayud ko
Tune di jhoothi
Khudai ki saja
Namrud ko
Tune ibrahim ko kab
Aag mein jalne diya
Thi jaha par aag
Ek gulshan waha
Par paida kiya
Rahmato ka teri hamse
Ho nahin sakta sumar
Mere malik mere daata
Aye mere parwaridgar
Mere malik mere daata
Aye mere parwaridgar
Neel ne musa ko apne
Peeth pe rashta diya
Agar usi ki dariya pe
Phir unka lashkar kiya
Ek kuwari maa ke bete ko
Masiha kar diya
Jisne tere hukm se
Murdo ko zinda kar diya
Maajra dushman abhi ka
Dekh kar ghabra gaya
Jab aba dilo ka lashkar
Hathiyo par chha gaya
Teri lathi mein nahin aawaz
Parkari hai waqt
Mere malik mere data
Aye mere parwaridgar
Mere malik mere data
Aye mere parwaridgar
Tera rutba sabse uncha
Sabse aala tera naam
Allah hoon akbar
Allah hoon akbar
Tera rutba sabse uncha
Sabse aala tera naam
Aadmi ho ya farishte
Sab hain tere hi gulam
Mangte hain hum mohammad
Mustufa ke naam par
Sher hak maula ali
Mushkil kusha ke naam par
Jis tarah yakub ki
Aankho ko di thi roshni
Aaj ek lachar ki phir
Door kar de bebasi
Apni kudrat ka tamasha
Phir dikha de ek baar
Phir dikha de ek baar
Phir dikha de ek baar.
Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal
Amrish Puri