Are tohri beti se na sadi
Karega hamra bhaiya
Bhaiya ki sadi me kharcha
Hoga bahut rupaya bolo
Sara ra ra
Are tar ke jaisa hara bhaiya
Beti tumhari chhoti
Caram board me kaise fit hogi
Satrang ki goti
Bolo sara ra ra
Are gor achita hamra beta
Beti tumhari kali
Bol ye kaise banegi hamre
Bhaiya ki gharwali
Bolo sara ra ra
Lakh kahe tu babua lekin
Karu na aise sadi mai
Apne hatho se aise kaise
Kar lu barbadi mai
Tujhko nahi pata hai
Bhabhi jab uis ghar me aayegi
Pyar hamra bategi
Wo jhagda roj karayegi
Are tum jo sadi nahi karoge
To jidd ye hum thanenge
Kuch bhi kahoge tohari bhaiya
Baat na eko manenge
Baat na eko manenge
Are baat na eko manenge
Are chod ke tumko gaaw
Sahar hum kaise jayenge
Are chod ke tumko gaaw
Sahar hum kaise jayenge
Akele na rah payenge
O bhaiya akele na rah payenge
Akele na rah payenge
O bhaiya akele na rah payenge
Padha likha ke tujhe
Bada insan banayenge
Padha likha ke tujhe
Bada insan banayenge
Padha likha ke tujhe
Bada insan banayenge
Tujhse milne ayenge
O babua milne ayenge
O tujhse milne ayenge
Sahar me milne ayenge
Phulo ka sehra bandh le
Bhaiya tu kahna man le
Babua abhi nadan tu
Sach kya hai ye jaan le
Sune sune ghar me jo bhabhi ayegi
Pyari pyari bhabhi khushali layegi
Bhabhi jo ayegi wo maja chakhayegi
Ungali me hum dono ko nachayegi
Kuchh bhi karo bahana
Dulha tumhe banayenge
Kuchh bhi karo bahana
Dulha tumhe banayenge
Akele na rah payenge
O bhaiya akele na rah payenge
Tujhse milne ayenge o babua milne ayenge
O tujhse milne ayenge
Kaise tuje bataye hum
Rahe na sakenge tere bin
Hum jo huve juda kabhi
Ayegi yaad rat din
Kon muje bhaiya bulaega
Aise bhalaa kon satayega
Kon muje hatho se khilaega
Ratoko chadar odhaega
Teri khushion ki khatir
Har dukh seh jayenge
Ho teri khushion ki khatir
Har dukh seh jayenge
Tujhse milne ayenge o babua milne ayenge
O tujhse milne ayenge
Akele na rah payenge
O bhaiya akele na rah payenge.
Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Alisha Chinai
Amit Kumar, Udit Narayan
Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Amit Kumar, Anuradha Paudwal