Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi - Naseeb lyrics | Naseeb - Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi lyrics

Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi is a hindi song from the 1981 movie Naseeb. Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi singer is Lata Mangeshkar. Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi lyricist or song writer is Anand Bakshi. Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi features Amitabh Bachchan, Hema Malini, Shatrughan Sinha, Reena Roy, Rishi Kapoor. Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi director is and the producer is . The audio of Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi song was released on 17th March, 1981 by Universal. Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi YouTube video song can be watched above.


Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Yeh hum kya jaane yeh wahi jaane
Jisne likha hai sab ka naseeb
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi


Ek din khwab mein woh mujhe mil gaya
Ek din khwab mein woh mujhe mil gaya
Dekhkar jo mujhe phool sa khil gaya
Sharma gayi main haye haye
Ghabra gayi haye haye haye
Sharma gayi main haye haye
Ghabra gayi haye haye haye
Sharma gayi main ghabra gayi main
Kehne laga woh aakar kareeb
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi


Baat yeh khwab ki sacch magar ho gayi
Baat yeh khwab ki sacch magar ho gayi
Naujawan main tujhe dekh kar ho gayi
Aankhen mili hain haye haye
Dil bhi mile haye haye haye
Aankhen mili hain haye haye
Dil bhi mile haye haye haye
Aankhen mili hain dil bhi mile hain
Dekhe mile kab apne naseeb
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi


Hum kahin phir mile
Ek hasin raat mein
Hum kahin phir mile
Ek hasin raat mein
Baat yeh aa gayi
Phir kisi baat mein
Ab ke hua yeh haye haye
Maine kaha haye haye haye
Ab ke hua yeh haye haye
Maine kaha haye haye haye
Ab ke hua yeh maine kaha yeh
Mujhko bataa de mere habeeb
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi
Yeh hum kya jaane yeh wahi jaane
Jisne likha hai sab ka naseeb
Everybody come on
Mere naseeb mein tu hai ke nahi
Tere naseeb mein main hoon ke nahi.



Movie/album: Naseeb
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Universal
Starring: Amitabh Bachchan, Hema Malini, Shatrughan Sinha, Reena Roy, Rishi Kapoor
Release on: 17th March, 1981
1. Who is the music director of the song Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Ans: Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Ans: Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi song singer is Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Ans: Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Ans: Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Ans: Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi song is from Naseeb
6. Who wrote the song Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi
Ans: Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Naseeb

1
Pakdo Pakdo

Kishore Kumar, Usha Mangeshkar

2
Rang Jamake Jayenge

Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar

3
Chal Mere Bhai

Mohammed Rafi, Rishi Kapoor

4
Zindagi Imtihan Leti Hai

Anwar Hussain, Kamlesh Avasthi, Suman Kalyanpur

5
John Jaani Janardan

Mohammed Rafi

6
7
8
Seene Pe

Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

10
Churaa Lenge

Anuradha Paudwal, Kumar Sanu

11
Chaanda Sitare

Alka Yagnik, Udit Narayan