Mere saiyyan ne bulaya singapore
Singapore singapore se
Main daudi daudi aayi jaipur se
Main daudi daudi aayi jaipur se
Mere saiyyan ne o
Mere saiyyan raja ne
Bulaya singapore
Singapore singapore se
Main daudi daudi aayi jaipur se
Main daudi bhagi aayi jaipur se
Chhod gaya tha wo bedardi
Dhokha deke pyar mein
Chhod gaya tha wo bedardi
Dhokha deke pyar mein
Khidki thi diwar mein
Bathi thi mai ghar mein
Khidki khole intzar mein
Dak babu chithi laya
Ho babu chithi laya
Laya singapore se
Mai daudi daudi aayi jaipur se
Mani daudi bhagi aayi jaipur se
Aisi koi bat likhi thi
Chilmine sandesh me
Banjaran ke bhesh mein
Pankh bina mai udd ke aayi
Pardeshi ke desh mein
Pardeshi ke desh mein
Ye hawa ka jhoka aaya
Hawa ka jhoka aaya aaya singapore se
Main daudi daudi aayi jaipur se
Main daudi bhagi aayi jaipur se
O babu tum bhi yaha
Are idhar kya dekhat ho
Udhar dekho udhar
Koi pata na koi nishani
Likha bas ek nam tha
Kaisa ek paigam tha
Fir bhi maine dhund nikala
Bahut jaruri kam tha
Bahut jaruri kam tha
Jaipur mein jo khoya
Tha jo khoya tha
Wo mila singapore se
Main daudi daudi aayi jaipur se
Main daudi bhagi aayi jaipur se
Mere saiya ne bulaya singapore
Singapore singapore se
Main daudi daudi aayi jaipur se
Main daudi bhagi aayi jaipur se.
Asha Bhosle
Amit Kumar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi