Aadi roti sara kabab
Bol mere murge ku kadu ku
Aadi roti sara kabab
Bol mere murge ku kadu ku
Haye jaisi boli waisa jawab
Bol ri kabutari,gutar gu gu
Haye jaisi boli vaisa jawab
Bol ri kabutari,gutar gu gu
Aadi roti sara kabab
Bol mere murge ku kadu ku
Are ye nikhli dauda mara tha
Asli dauda humse suno
Kali ek bhains thi,kali ek bhains thi
Ande pe baiti thi kal
Ab tum batao kya iska matlab asal
Kal raat chand upar thi kali gata
Ande ki bhains ki tumne bana di gazal
Are wah, aur kya,
Are wah,aur kya
Acha to sayar bhi hai janab
Bol mere murge ku kadu ku
Haye jaisi boli waisa jawab
Bol ri kabutari,gutar gu gu
Ghoda bhi pair ka lambi bechare ki dhum
Chalta hai tum se jaise akal ho ghum
Jabab do,are e lo
Ghoda patang hai, dhum uski lambi si daur
Udhta patang gauri se samjo ji tum
Are wah, aur kya,
Are wah,aur kya
Achi boli laaye janab
Bol mere murge ku kadu ku
Haye jaisi boli waisa jawab
Bol ri kabutari,gutar gu gu
Ab humare sawal ka jabab do
Humne badam ke andhar dekha aadmi
Kya iska matlab ab tum batao ji
Bolo bolo are bolo
Sakhi sun ri sakhi sun
Dil me badam ke andhar dekha aadmi
Aisa kahi bhi tumne suna hai ri
Are hum batate hai
Badam aanko to bhi kahte hai log
Inme jo janke dikhe wahi aadmi
Are wah, aur kya,
Are wah,aur kya
Har gayi mai to tumse janam
Bol mere murge ku kadu ku
Haye jaisi boli vaisa jawab
Bol ri kabutari,gutar gu gu
Aadi roti sara kabab
Bol mere murge ku kadu ku
Aadi roti sara kabab
Bol mere murge ku kadu ku
Bol mere murge ku kadu ku.
Mehmood Ali, Usha Mangeshkar
Mehmood Ali
Anwar Hussain
Anwar Hussain