Mere yaar aye ho apne watan se
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Waha chand ab bhi niklata to hoga
Waha chand ab bhi niklata to hoga
Meri maa ke chehre se jalta to hoga
Meri maa meri yado mein khoyi khoyi
Bana ke duao ka tabij koi
Lifafe mein rakhke bhut royi hogi
Wasu se meri yaad phir dhoyi hogi
Magar phir bhi yade kaha ruk saki hai
Namajo mein ankho se bahne lagi hai
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Bahan meri sardi ke mosam mein ab bhi
Bahan meri sardi ke mosam mein ab bhi
Mere waste un bunti to hogi
Koi tana dega kaha tera bhaiya
To phir usse jhagadti to hogi
Meri raat ayegi to subakane lagegi
Wo sone ki kosis mein jagne lagegi
Tadapkar ekaak uthegi palang se
Chale aao bhaiya wo chithi likhegi
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Sunata hoon ab sitangar ka kissa
Ke jisne banaya mujhe dil ka hissa
Wo khwabo mein apne mujhe roj lake
Kabhi ruthti aur manti to hogi
Kabhi bekhwali mein sajti to hogi
Andhere mein sawan ki biji se darkar
Bhut der tak meri yado ki khusboo
Nigaho se uski barsati to hogi
Nigaho se uski barsati to hogi
Mere yaar aye ho apne watan se
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se.
Anuradha Paudwal, Bhupinder Singh
Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Vijay Benedict
Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal, Suresh Oberoi