Woh bhige bal wo bhiga badan
Woh bhigi bhigi har dhadkan
Woh gal haya mein dube hue,
Woh hoth wafa se larze hue
Woh ankhe soyi soyi si,
Woh sanse khoyi khoyi si
Kuchh bolo kyu khamosh ho tum
Kya is dil se naraj ho tum
Dil mein phir aj teri
Yaad ka mausam aaya
Phir mere sine me
Tu dard dawa dam laya
Jab bhi sawan koi barsa
Mujhe mahsus hua
Ishq ke dariya mein tu
Mujhko bhigone aya
Dil mein phir aj teri
Yaad ka mosam aya hain
Kya ab bhi tumhari furkat mein
Ek sawan koi likhta hain
Kya ab bhi tumhare hotho pe
Ek chumban koi dhrta hain
Kya ab bhi tumhare sahano se
Malmal ka dupatta girta hain
Kya ab bhi tumhari baho mein
Ek dil sa koi bahta hai
Maine rumal mein tere liye
Kuchh phool bune
Maine mehandi se tere
Naam hatheli pe chune
Maine takiye ke
Galafo mein tujhe kada hain
Maine har sher mein
Mahebub tujhe bandha hain
Dil mein phir aj teri
Yaad ka mausam aaya
Main tumko soch raha hoon
Main bas tumko soch raha hoon
Bas tum mujhme dub jati ho
Main tujhme dub jata hoon
Tum mere sahane se lagke
Kan me kuch kahne wali ho
Tum mere dhyan ki duniya ki
Ek samundar si sahjadi ho
Aj bhi phul dab rahte hain
Mere jude mein
Aj bhi mehandi se rahte hain
Mere hath saje
Aj bhi ankh tiki rahti hain
Chilman si meri
Aj bhi sans judi rahti hain
Ahat se teri
Dil mein phir aj teri
Yaad ka mausam aya hain
Phir mere sine mein tu
Dard dawa dam laya
Jab bhi sawan koi barsa
Mujhe mahsus hua
Ishq ke dariya mein tu
Mujhko bhigone aya
Dil mein phir aj teri
Yaad ka mausam aaya hain.
Anuradha Paudwal, Bhupinder Singh
Mohammed Aziz
Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Vijay Benedict
Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Anuradha Paudwal