Picche picche aunda
Meri chal ve na aayi
Picche picche aunda
Meri chal ve na aayi
Cheerey waaleya vekhda aayi
Ve mera laung gawacha
Nigah maarda aayi ve
Mera laung gawacha
Ishq ne mere yeh
Kaisa kaam kar diya
Mera aashqon mein
Uncha naam kar diya
Oo ishq ne mere yeh
Kaisa kaam kar diya
Mera aashqon mein
Uncha naam kar diya
Lutt gaya woh jisko bhi
Hans ke salaam kar diya
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri ada bhi aaj kya kar gayi
Picche picche aunda
Meri chal ve na aayi
Picche picche aunda
Meri chal ve na aayi
Cheerey waaleya vekhda aayi ve
Mera laung gawacha
Nigah maarda aayi ve
Mera laung gawacha
Pachtaaye ankhiyon ko tujhse jod ke
Akh mili chala gaya mujhko chhod ke
Iss dil ne dhokha de diya
Arrey haan, har pal apne hi intezar ka
Bhole bhaale tune mere dil ko pyaar ka
Rog yeh anokha de diya
Oo husn se yahan karoon
Main chedkhaniya
Lagti hai sitam kyun
Meri meharbaniyan
Har zubaan par ab tak
Abhi yehi hain kahaniyan
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri adaa bhi aaj kya kar gayi
Tere peechay peechay
Mera sabar kho gaya
Jaane kab kaise tera asar ho gaya
Tere sau sau jadoo chal gaye
Arrey haan, tuhi jaane kaise
Main toh teri ho gayi
Tere raston mein
Meri neendh kho gayi
Tere baatein mujhko chhal gaye
Hoo pal do palkon mein,
Tera mehmaan ho gaya
Jo bhi tha tera,
Mujhpe kurbaan ho gaya
Chhain kho gaya,
Dil ka bhi toh nuksaan ho gaya
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi
Yahan jitne bhi dil hain, tabah kar gayi
Meri adaa bhi aaj kya kar gayi
Picche picche aunda
Meri chal ve na aayi
Picche picche aunda
Meri chal ve na aayi
Cheerey waaleya vekhda aayi ve
Mera laung gawacha
Nigah maarda aayi ve
Mera laung gawacha.
Krishnakumar Kunnath (K.K), Tulsi Kumar
Amrita Kak, Mika Singh
Amrita Kak, Neeraj Shridhar