Meri kali kaluti ke nakhre bade
Meri kali kaluti ke nakhre bade
Hans ki chal me dekho o kawa ude
Meri kali kaluti ke nakhre bade
Meri kali kaluti ke nakhre bade
Kya hasina hai ye ek nagina hai ye
Kya hasina hai ye ek nagina hai ye
Barho mas tape wo mahina hai ye
Abhi shola hai to abhi masa hai ye
Meri masuk hai ya ek tamasha hai ye
Roz chehare pe aur ek chehara jade
O meri kali kaluti ke nakhre bade
Meri kali kaluti ke nakhre bade
Meri kali kaluti ke nakhre bade
O sadke
Badalkar kya fashion ye surat badli hai
Badalkar kya fashion ye surat badli hai
Bina par ki titli sawar kar nikli hai
Laga du galo pe ye bindiya kajal ki
Nazar lag jaye na haye kisi pagal ki
Wo bache na ye jiske bhi palle pade
O meri kali kaluti ke nakhre bade
Meri kali kaluti ke nakhre bade
Meri kali kaluti ke nakhre bade
Kurban jawa hu.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar