Meri mehbooba se tum anjan ho
Meri mehbooba se tum anjan ho
Gustakhi ho maaf badi nadan ho
Meri mehbooba se tum anjan ho
Meri mehbooba se tum anjan ho
Tumko bin puche kabhi aram na aayega
Mere labo par uska naam na aaye ga
Tumko bin puche kabhi aram na aayega
Mere labo par uska naam na aaye ga
Ab issra koi kaam na aayega
Akhir ye muskil kaise asan ho
Meri mehbooba se tum anjan ho
Meri mehbooba se tum anjan ho
Uski sarbati aankhe tumse milti hai
Uski sarbati aankhe tumse milti hai
Uski reshmi zulafe tumse milti hai
Uski sari baate tumse milti hai
Such mein hi tum uski pehchan ho
Meri mehbooba se tum anjan ho
Meri mehbooba se tum anjan ho
Ek khata karke inam main leta hoon
Apne sir pe ek ilzam main leta hoon
Tham ke dil baitho ab naam mai leta hon
Ab bhi nahi samjhi tum hi ho tum hi ho
Tum hi to mere dil mein mehman ho
Tum hi to mere dil ka arman ho
Meri dastan ho zindagi meri jaan ho
Meri zindagi meri jaan ho
Meri zindagi meri jaan ho.
Kavita Krishnamurthy, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar