Kisi na koi na puch sake
Kisi na koi na puch sake
Sari kitabo mein na
Koi is matlab dhund sake
Ye preet aisi paheli, paheli, paheli
Ye preet aisi paheli
Sadiyo purani nayi naveli
Ye preet aisi paheli
Ye preet aisi paheli
Darpan na tha vo dhul thi
Us dhul ki ye bhul thi
Us bhul ko ab na aane do
Sach jhut ko pehchan lo
Ulti bahi ganga ki dhar
Or aa gaya tufan lo
Ulti bahi ganga ki dhar
Or aa gaya tufan lo
Is baat se kya baat ho
Sab nar ye jaan lo
Honi koi khel khele
Ye preet aisi paheli
Ye preet aisi paheli
Tune ise uljhaya hai
Tum hi ise suljhao ge, suljhao ge
Tumne mujhe thukraya hai
Tumhi mujhe apnaoge, apnaoge
Acha kiya tum aa gaya
Tha intzar tum aao ge
Dulhan nahi birhan hi sahi
Ek naam to de jao ge
Dulhan nahi birhan hi sahi
Ek naam to de jao ge
Benaam thi main akeli
Ye preet aisi paheli,
Paheli, paheli
Ye preet aisi paheli
Ye preet aisi paheli
Jitne bhi riste naate hai
Jitne bhi riste naate hai
Uper se ban ke aate hai
Man andha hai behera hai
Sir inhi moajo ka mela hai
Chhoada na jaye in rasmo ko
Toada na jaye kasamo ko
Kuch niyam hai jiwan ke
Phir champa ki dali ke
Dekh legi chameli,
Chameli, chameli
Ye preet aisi paheli
Ye preet aisi paheli
Ye preet aisi paheli.
S. P. Balasubrahmanyam
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar