Meri sanson mein aise behti hai tu
Jaise rooh mein mere rehti hai tu
Meri sanson mein aise behta hai tu
Jaise rooh mein mere rehta hai tu
Mujh mein rahe tu mujh mein mile
Saare samay mere sang tu chale
Mujh nahi kuchh mera raha
Main jo bhi hun ab bas hun tera
Tu lafz mere tu hi zubaa
Tujhse hi meri har daasta
Rab hubhu hai tujhsa bhi jaa
Mera wajood tu meri pehchaan
Jo main padhu wo aayat hai tu
Chahu jo paana woh chahat hai tu
Mujh nahi kuchh mera raha
Main jo bhi hun ab bas hun tera
Pehle bhi yun to zinda main thi
Milke tujhe mai jeene lagi
Khoi kahin thi main laapat
Tujhse mili to khud se mili
Shiddato mein haasil hai tu
Raaho ki meri manzil hai tu
Ab main nahi mujh mein rahi
Main jo bhi hun ab bas hun teri.
Udit Narayan