Unaki zulfe unake chehare
Se hata sakta nahi
Dil ki betaabi kisi surat
Chhupaa sakta nahi
Kitani dilakash hai muhabbat
Ki javaan majaburiyaan
Saamane mazil hai aur
Paanv badhaa sakta nahi
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Yeh naseeb jag maga te
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Kai bar mil chuki hai
Yeh hasin hasin nigahen
Kai bar mil chuki hai
Yeh hasin hasin nigahen
Wohi bekariyan na
Mili khushi ki rahen
Mere dil se dil milate
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Mujhe kya garaj kisise
Hashen phool ya sitaren
Mujhe kya garaj kisise
Hashen phool ya sitaren
Hai meri nazar me fikhe
Ye jawan jawan nazare
Agar aap muskurate
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Yeh khushi rahe salamat
Yunhi jashan ho suhana
Yeh khushi rahe salamat
Yunhi jashan ho suhana
Jise sun rahi hai duniya
Mere dil ka hai tarana
Mere saath tum bhi gaate
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Meri zindagi main aahte
To kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti
Yeh naseeb jag maga te
Toh kuch aur baat hoti
Toh kuch aur baat hoti.
Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi