Mil ke chalo o mil ke chalo
Mil ke chalo o mil ke chalo
Door hai jaana door hai jaana
Door hai jaana
Baadal ki tarah jhoom ke ae ae ae
Uthhi hai jawaani ho o
Baadal ki tarah jhoom ke ae ae ae
Uthhi hai jawaani ho o
Chhedi hai nigaahon ne
Mohabbat ki kahaani
Chhedi hai nigaahon ne
Mohabbat ki kahaani
Is dukh bhari duniya mein
Nahin apna thhikaaka
Is dukh bhari duniya mein
Nahin apna thhikaaka
Mil ke chalo o mil ke chalo
Mil ke chalo o mil ke chalo
Door hai jaana door hai jaana
Door hai jaana
Duniya ko bataana hai
Ke hoti hai wafa kya
Duniya ko bataana hai
Ke hoti hai wafa kya
Dil se na miley dil
To mohabbat ka maza kya
Dil se na miley dil
To mohabbat ka maza kya
Apnon se bichhadne ka
Nahin hai ye zamaana
Apnon se bichhadne ka
Nahin hai ye zamaana
Mil ke chalo o mil ke chalo
Mil ke chalo o mil ke chalo
Door hai jaana door hai jaana
Door hai jaana
Badli nazar aati hai
Zamaane ki nigaahen
Aen aen aen
Badli nazar aati hai
Zamaane ki nigaahen
Aen aen aen
Khaamosh na ho jaaye
Ye hansti huyi raahen
Khaamosh na ho jaaye
Ye hansti huyi raahen
Goonje yehi reh reh ke
Fizaaon mein taraana
Goonje yehi reh reh ke
Fizaaon mein taraana
Mil ke chalo o mil ke chalo
Mil ke chalo o mil ke chalo
Door hai jaana door hai jaana
Door hai jaana.
Hamida Banu, Ram Kamlani, Uma Devi Khatri (Tun tun)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Shamshad Begum
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Shamshad Begum
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)