Dil ke chaman mein aa hi gayi
Jhoomkar bahaar
Ab tum meri bano na bano
Tumko ikhtiyaar
Taqdeer ne to mujhko
Taqdeer ne to mujhko
Tumhaaraa banaa diyaa
Taqdeer ne to mujhko
Tumhaaraa banaa diyaa
Ulfat hamaare dil se
Jataao na is tarah
Aankhon mein aankhen daalke
Dil ki lagi ko tumne
Dil ki lagi ko tumne
Tamaashaa bana diya
Dil ki lagi ko tumne
Tamaashaa banaa diya
Ghar ki hamaare shama bhi tum
Roshni bhi tum
Gulshan bhi tum bahaar bhi tum
Zindagi bhi tum
Humko duaayen do tumhe
Humko duaayen do tumhe
Kyaa kyaa banaa diyaa
Humko duaayen do tumhe
Kyaa kyaa banaa diyaa
Humko duaayen do tumhe
Kyaa kyaa banaa diyaa
Humko duaayen do tumhe
Kyaa kyaa banaa diyaa
Hota nahin kisi ko
Mohabbat pe ikhtiyaar
Is ishq ka buraa ho
Kiya do dilon pe waar
Majnu to inko aur inhen
Majnu to inko aur inhen
Laila banaa diyaa
Majnu to inko aur inhen
Laila banaa diyaa
Taqdeer ne to mujhko
Tumhaaraa banaa diyaa
Taqdeer ne to mujhko
Tumhaaraa banaa diyaa.
Hamida Banu, Ram Kamlani
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Shamshad Begum
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Shamshad Begum
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)