Milta hai kya namaaz me
Sar ko jhukake dekh le
Milta hai kya namaaz me
Sar ko jhukake dekh le
Hoga khuda ka samna
Sajde me jake dekh le
Milta hai kya namaaz me
Ho bhi gayi jo tujhse bhul
Chehre pe mal na gum ki dhul
Ho bhi gayi jo tujhse bhul
Chehre pe mal na gum ki dhul
Uske charan pe rakh najar
Hogi har dua kubul
Barsenge aasma se
phool ashk baha ke dekhle
Milta hai kya namaaz me
Teri sunega wo jarur
Hona tu apne rab se dur
Teri sunega wo jarur
Hona tu apne rab se dur
Dil me jo uski yad kaba yahi yahi hai sur
Charo taraf usi ka nur najre utha ke dekhle
Milta hai kya namaaz me
Mathe pe sajde ka ye dag
Hai meri kabar ka charag
Mathe pe sajde ka ye dag
Hai meri kabar ka charag
Jab se jhuka diya hai sar
Arsh pe hai mera dimag
Dil ye khushi ke bagba
Jalwe khuda ko dekhle
Shame khuda ko dekh le
Shame khuda ko dekh le
Shame khuda ko dekh le.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Krishna Kalle