Meri jawani meri
Jawani teri
Deewani aa paas
Aa rasiya aa
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Meri jawani teri
Deewani aa paas
Aa rasiya aa
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Haan ke jab tose nain mile
Din badin yeh mera roop khile
Dil mein jaise koyi aag jale
Din kate na meri raat dhale
Ho o o o dil mein
Uthe kya kasal rasiya
Tu ho jaane na haay re julmi
Meri jawani teri
Deewani aa paas
Aa rasiya aa
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Roop ek bas roop tera
Rang bas ek rang tera
Ang ang tere rang range
Ho din rain ka sang tera
Ho o o o o gore badan
Ki lachak rasiya
Tu hi dekhe na
Haaye re paagal
Meri jawani teri
Deewani aa paas
Aa rasiya aa
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Sapano ka koyi gaanv mile
Mehaki pyaar ki chaanv mile
Phul ho bichhe taaron
Ke tere mere paanv tale
Ho o o o pyaasi
Rahun kab tak rasiya
Tu hi soche na haaye re
Pyaasi meri jawani teri
Deewani aa paas
Aa rasiya aa
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Haan bhai kaahe ka
Ho darr kaahe ka
Meri jawani teri
Deewani aa paas
Aa rasiya aa
Ho darr kaahe ka.
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Alka Yagnik, Udit Narayan
Sadhana Sargam, Shaan
Kumar Sanu
Babul Supriyo
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Sonu Nigam