Mithi mithi ankhiyo se mann bhar de
Kisi din mera dil khush kar de
Ram tera bhala kare
Mithi mithi ankhiyo se mann bhar de
Kisi din mera dil khush kar de
Ram tera bhala kare
Choti si umar me ye rog le liya
Tere liye jag choda jog le liya
Choti si umar me ye rog le liya
Tere liye jag choda jog le liya
Ban ke mai jogi kahu jogan se
Kisi din dil mera khush kar de
Ram tera
Ram tera bhala kare
Mithi mithi ankhiyo se mann bhar de
Kisi din mera dil khush kar de
Ram tera bhala kare
Teri taswir aise man me basi
Jaise mandir me koi murti
Teri taswir aise man me basi
Jaise mandir me koi murti
O devi kabhi bhakto ko darshan de
Ram tera
Ram tera bhala kare
Haye haye kar ram ram mat kar
Bhakto ka nam badnam mat kar
Haye haye kar ram ram mat kar
Bhakto ka nam badnam mat kar
Rup na badal ja re bahrupiye
Kisi din mera dil khush kar de
Ram tera bhala kare
Pyari pyari bartiyo se mann bhar de
Kisi din mera dil khush kar de
Ram tera bhala kare.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Anand Bakshi, Asha Bhosle
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar