Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Mai kyu inhe pasand hu
Puchhe koi is janab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Mere bare me ye
Khayal hai janab ka
Mere bare me ye
Khayal hai janab ka
Mai ek khila hua
Phool hu gulab ka
Ho lipte hue hai
Is kadar kante
Magar gulab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Wo hai diwana jisko
Bhi mujhse pyar hai
Wo hai diwana jisko
Bhi mujhse pyar hai
Wada hai yaro mera
Koi ek bar hai
Ho kaise suna du
Aapko kisse hai kuch kharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Koi na koi ilzam mil jayega
Koi na koi ilzam mil jayega
Kahi na kahi mera
Naam mil jayega
Ho padkar fasana
Dekh lo koi kisi kitab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab
Mai kyu inhe pasand hu
Puchhe koi is janab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Zohrabai Ambalewali
Amar
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Uma Devi Khatri (Tun tun)
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar