Mohabbat karne waalon se. .
Koi poochhe to ye poochhe ae ae
Haan mohabbat kisko kehte hain
Mohabbat kaisi hoti hai
Mohabbat mohabbat
Kisko kehte hain
Mohabbat mohabbat
Kisko kehte hain
Mohabbat kaisi hoti hai
Mohabbat kaisi hoti hai
Mohabbat mohabbat
Kisko kehte hain
Mohabbat kaisi hoti hai
Mohabbat kaisi hoti hai
Aaa aaa aaa aa aa
Ki si saamne aana
Tabeeyat ka machal jaana
Nigaahen milte milte
Dil ki duniya hi badal jaana
Mohabbat mohabbat
Isko kehte hain
Mohabbat mohabbat
Isko kehte hain
Mohabbat aisi hoti hai
Mohabbat aisi hoti hai
Mohabbat mohabbat
Isko kehte hain
Mohabbat aisi hoti hai
Mohabbat aisi hoti hai
Aa aa ha haa
Kisi kaafir nazar se
Raaste mein nazren lad jaana
Mera kuchh arz karna
Un ka gusse se bigad jaana
Haan aan aan
Kabhi pitne se bach jaana
Kabhi do chaar pad jaana
Mohabbat mohabbat
Isko kehte hain
Mohabbat mohabbat
Isko kehte hain
Mohabbat aisi hoti hai
Mohabbat aisi hoti hai
Mohabbat mohabbat
Isko kehte hain
Mohabbat aisi hoti hai
Mohabbat aisi hoti hai
Haan zamaane waale jinko
Qais aur farhaad kehte hain
Haan mohabbat mein
Unhin donon ko hum
Ustaad kehte hain
Ba-kaul ustaad ke ae ae
Ba-kaul ustaad ke
Apna bhi tumse
Hai ye farmaana aa
Ke beta sar salaamat ho
To pitne se na ghabraana
Mohabbat mohabbat
Isko kehte hain
Mohabbat mohabbat
Isko kehte hain
Mohabbat aisi hoti hai
Mohabbat aisi hoti hai
Mohabbat mohabbat
Isko kehte hain
Mohabbat aisi hoti hai
Mohabbat aisi hoti hai.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
G. M. Durrani, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar